Blog का मतलब क्या हे? Blogging और Blogger का मतलब जाने

blog blogger blogging hindi

अगर आप online आर्टिकल पढ़ते होंगे या तो लिखते होंगे तो आपने कई बार blog, blogging और blogger शब्द सुना होगा, तो इस आर्टिकल में हम इन् शब्द का मतलब समझेंगे और जानेंगे की इनका उपयोग कहा होता हे।

Blog  (ब्लॉग)

Blog का मतलब हे की कोई व्यक्ति या small ग्रुप माहिती का आदान-प्रदान करने हेतु  website internet पे पब्लिश करता हे जिसे नियमित रूपसे update करता हे।

अगर आप माहिती को website को internet द्वारा publish करते हो जिसे आप नियमित दौर पर  article लिखते हो तो उस website को ब्लॉग कहा जाता हे।

लोग blog कई हेतु से लिखते हे, जैसेकि माहिती प्रदान करने के लिए, किसी विषयमे जानकारी देने या article लिखने हेतु, पब्लिसिटी के लिए, NEWS, Internet के माध्यम से पैसे कमानेके लिए या group बनानेके लिए या फिर रेगुलर update करने के लिए।

Blog Blogger blogging meaning in hindi

blog दो प्रकार से बना सकते हो:

  • अपनी खुद की वेबसाइट बनाकर:
    • आप अपना Blog, Website बनाकर भी कर सकते हे, इसके लिए आपको domain name खरीदना होगा और अपनी Website की hosting service भी खरीदनी होगी, आप WordPress, Joomla or Drupal जैसे popular CMS (content management system) सॉफ्टवेयर को मुफ्त में use कर सकते हो। हलाकि Website के domain और Hosting के चार्ज अलग से देना होता हे।
    • example: जैसेकि हमने www.HindiBlogging.com Domain और Hosting सर्विस खरीदके WordPress CMS में यह website पब्लिश की हे।
  • Blogging प्लेटफॉर्म का use करके:
    • अगर आप अभी  खर्च करना नहीं चाहते हो और अपना blog लिखना चाहते हो तो आप free Blogging प्लेटफॉर्म जैसेकि Blogspot, medium, tumblr जैसे फ्री Blogging platform का use कर सकते हो | इसमें यह सर्विस प्रोवाइडर आपको अपना domain (जैसेकि www.blogspot.com) का sub-domain (जैसेकि www.example.blogspot.com) use करने और अपनी hosting सर्विस use करने देते हे।
    • इसमें मुख्य प्रॉब्लम यह हे के आपको limited access मिलता हे और आप को अपना खुदका domain नहीं मिलता और control service प्रोवाइडर के पास रहता हे।

Blog को हिंदी में हम ‘लेख जो इंटरनेट पर हे ‘ कह सकते हे।

Blogging (ब्लागिंग)

ब्लॉग्गिंग यानि कुद्की वेबसाइट (ब्लॉग) पे लिखने की क्रिया, अगर आप इंटरनेट पर वेबसाइट में आर्टिकल लिखते है तो यह क्रिया ब्लॉग्गिंग कहती है।

Blogging ek prakriya hai jisme blog likhte hai

ऊपर दर्शयी ब्लॉग पे लिखनेकी activity (क्रिया) यानि blog की activity को Blogging (ब्लॉग्गिंग) कहते हे।

Blogging यानि नियमित रूपसे किसी विषयमे महितिका आदान-प्रदान करने हेतु वेबसाइट को इंटरनेट के माध्यमसे प्रकाशित करने की क्रिया।

जिसमे व्यक्ति नियमित रूपसे Website को अपडेट करता हे, जैसे की article लिखके, photo या और महितिका प्रदान नियमित रूपसे करना।

Blogger (ब्लॉगर)

Blogger yani ek vyakti jiska blog ho

जो व्यक्ति ऊपर दर्शयी ब्लॉगकी activity (क्रिया) करता के उस व्यक्ति को Blogger (ब्लॉगर) कहते हे |

जो व्यक्ति नियमित रूपसे किसी विषयमे महितिका आदान-प्रदान करने हेतु वेबसाइट को इंटरनेट के माध्यमसे प्रकाशित करता हे उस व्यक्ति को Blogger (ब्लॉगर) कहते हे।

Blogger को हिंदी में हम ‘लेखक जो इंटरनेट पर लिखता हे’  भी कह सकते हे।

अपने प्रश्न और विचार निचे दिए गए comment बॉक्स में लिखे।

66 Comments

Leave a Reply
  1. Rohit says:
    Nice work
  2. Yasmita dagdi says:
    Nice explanation
  3. manojkumar says:
    सर मै भी ब्लक बनाना चाहता हु कईसे चालु करे
  4. Sarita says:
    Blogging Kese shuru kre,
    Konse vishy he jinpr blog likha ja skta he or pahli hi bar me traffic mil jaye.
    • HindiBlogging says:
      कोई एक विषय पर blog लिखे और उसपर ठीके रहे। सबकुछ कवर करने का प्रयास न करे, इससे आपके विजिटर भ्रमित हो जायेंगे।
      आप कोई अच्छे विषय जैसे की कोई प्रोडक्ट के review देना, जैसे की पतंजलि की प्रोडक्ट पर अपना प्रतिभाव देना या किसी कंपनी या केटेगरी पर प्रतिभाव देना। कोई नए mobile application को कैसे use करे या फिर education के कोई विषय पर आप लिख सकते हे, इस विषय पर ट्रैफिक ज्यादा आने की संभावना हे।
      धन्यवाद
  5. Badree says:
    Knowledge full
  6. Anshoo Singh says:
    I want to write free blogs. How it’s possible.
    • HindiBlogging says:
      अगर free में blog बनाना चाहते हे तो google के blogspot के द्वारा भी बना सकते हे। इसके लिए आप http://www.blogspot.com जाके बना सकते हे।
      सुरुवात के लिए blogspot श्रेस्ट हे।
  7. Free mai blog banane se kya disadvantage hai
    • HindiBlogging says:
      फ्री में ब्लॉग आप किसी औरका Domain used करते हे जैसे की blogspot, इसमें आपका खुद का domain या वेबसाइट नहीं होती, और इसलिए website पर indirectly दूसरे का कण्ट्रोल रहता हे और furure में आपके website (blog) की वृद्धि सिमित हो जाती हे आप अपने तरीकेसे वेबसाइट में ज्यादा फेरफार नहीं कर सकते, नए फीचर Add नहीं कर सकते।

      जैसे की मैंने सुरुआतमे ब्लागस्पाट में अपना http://www.gohilar.blogspot.com ब्लॉग बनाया था, इसमें आप देख सकते हे की gohilar नाम आपको second लेवल डोमेन मिला। बादमे मेने अपना खुदका domain http://www.gohilar.com purchase किया।
      यदि में अपना domain न लिटा तो कोई और इसे खरीद सकता हे। और आप देख सकते हे की gohilar.com लिखनेमे आसान हे, जबकि gohilar.blogspot.com लिखनेमे लम्बा और कठिन हे।

      अगर कोई और सवाल हे तो आप पूछ सकते हे। धन्यवाद

  8. Sanjay kashyap says:
    It’s really nice to see your …cooperative response for queries….
  9. Manjeet Singh says:
    good job bhut achha laga
  10. Sheetal says:
    How much earn from bolg
    • HindiBlogging says:
      वो वेबसाइट के कंटेंट, ट्रैफिक और ब्लॉग को पड़नेवाले यूजर पर निर्भर करता हे, सामान्य आप ५०$ से १००$ पर हर महीने कमा सकते हो अगर ज्यादा ट्रैफिक हो तो।
      लेकिन ये सब वेबसाइट पर निर्भर हे और पढ़ने वाले यूजर पर।
  11. shivani says:
    kiya instagram, fb aur Twitter jaise apps bhi blogging platforms hain!??
    • HindiBlogging says:
      nahi, instagram, fb or twitter social meadia website he, aap usme apne website ka page banake, apni website ko promot kar sakte ho
  12. Vaibhavi says:
    Hiii kaya hum different different topic pr blog likha sakta h ya hume humesha ek hi topic pr blog likhana hoga.
    • HindiBlogging says:
      aap likh sakte he, lekin hav blog ke objective(hetu) ke anurup ho to behtar he varna apke visitor confuse ho sakta he ki ye blog kis topic per he
  13. ankita says:
    sir mai hindi kavita likhna chahti hu please help me mai apna websit kaise banau blog kaise banau
    • HindiBlogging says:
      jarur, apko konsi sahayata chahiye ye bataiye, aap muje mail ya phone contact kar sakte ho, detail contact me he
  14. Shiva says:
    Sir blogging hindi english dono m ho Sakti h or iska koi charge h toh btaye or isme kya Apne bare m likh sakte h kya
  15. Kumar says:
    All replies are knowledge full mera ek question hai Sir blog aur kispe banaya ja skta hai aur options bataiye jaise gaane likha, kahaniyaa jaise emotional stories kya ye sab bhi ho sakte hai blogging ka bare aur options bataiye but traffic bhi ho aur paise kha se milenge aur kaise?
    • HindiBlogging says:
      blog aap jis bhi topic par chahiye bana sakte he,
      agar aap trafic aur paise mile aise topic puchate ho to ye kuch information hai
      1. technology pe likha huva blog jyada trafic ata hai
      agar aap ko indian people ko dhyan me rakhte ho to, agar kai bhi mobile feature ya online form kaise bhare, online kaise apply kare vagera jyada chalta hai..
      2. lekin india user ko target karne ya hindi ke blog se itna rs from ads nahi milta jita US ya EU countries maise milta hai.
      agar apke blog ke user US countries se he to aapko ads per jyada paise milte he
  16. Md raja says:
    How much cost we have to pay for buy domain and hosting?
    • HindiBlogging says:
      for domain yearly rs. 700-800. domain for first year around rs 300
      for hosting as per your requirement rs 1000 to 35000.
  17. Manjari says:
    Sir, main bhi blog likhna chahta hu, par mujhe ye bataye ki kya main kuchh content Google se le sakta hu. For example : maine general science (GS) par likhna shuru kiya and maine approximately 40{5d764836eeca8dd80a817bad66c41667626b55231dc1fe2eb007c2f76c2fdc67} jankari google se le li and 60 {5d764836eeca8dd80a817bad66c41667626b55231dc1fe2eb007c2f76c2fdc67} apni knowledge se likhi toh koi problem toh nahi aayegi, ki google mera blog suspend kar de.
    • HindiBlogging says:
      Hi, thanks for comment
      aap goo_gle me search karke jankari (for information) le sakte he,
      par blog aap apni tarah se likhe, fully sentence copy mat karna, agar likhna pade to use aap apni tarah se likhna, kuch alag tarah se.
      agar full copy karte he to aap ke blog ki ranging nahi ayegi.
      isliye blog likhne se pehle kafi source se padhe aur fir apni jankari ke jisab se khud likhe, simple language main.
  18. Payal says:
    Kya ap ek blogger hai or ye jo Mai padh rhi hu wo blog hai apke through banaya hua
    • HindiBlogging says:
      namaste!
      ha main ek blogger hu, aur aap jo padh rahi he voh ek blog hai.
      blog ek website hi he jisme aap apne interest ka koi bhi article ya content likhte he.
  19. ritik pal says:
    hello
    sir me history subject me intrest rakhta hu kiya me history k bare me kuch bhe likh sakta hu
    or kiya post daily dalneto hote he
    pleas reply
    • HindiBlogging says:
      Hallo Ritik,
      Haa aap history ke baare me likh sakte ho, aur aap jab chahe tab post kar sakte he, jab bhi aap ke pass time ho tab aap likh sakte he.
      main bhi hindi blogging per jab bhi samay milta he tab likhta rehta hu, roj roj likhna anivarya nahi lekin aap agar 15-30 din me atleast 1 post likhte he tobhi accha he.
  20. DEEPAK KUMAR says:
    sir how can we earn income from blog on my own website
    can you explain me in detail.
    • HindiBlogging says:
      ji haa aap aapke khudke blog se income kama sakte he
      agar aapka blog jyada log visit karte he aur aapke blog par acchi post kafi he to aapko adsense ke bareme aur janakari leke, bohot savdhanise apply karna chahiye
  21. chandan Mishra says:
    sir but agr hum blogger.com pe register krke post kre to kya revenue milega ya nhi
    isko kaise start kr skte hai plz help me
    • HindiBlogging says:
      agger aap blogger.com per post karte he to aapko revenue mil sakta he. lekin iske liye apko adsense aproval leni padegi, joki blogger.com website me itni jaldi nahi milti

      agar aapka long term plan he ki blogging adsense se paise kamana to aapko apni khudki website lene ka sujav deta hu, kyonki isse aap future me aage jyada kaam aayega aur adsense aproval jaldi milti he

      • Ram says:
        Hi sir blogging suru karne ke kisi khani ko ko likh sakte hai
        Aur website par traffic kaise laye
        • HindiBlogging says:
          Hi Ram,
          Ji aap blogging suru karna chahte he ye bohot acchi baat he, aap kahani bhi likh sakte he.

          website par trafic aap apni kahani ki post ko facebook, twitter aur anya website par share karke trafic laa sakte he.

  22. Saif says:
    Sir I am expert in cooking so me apni recipes pe Dal Sakti Hu.
  23. Rajesh Nirapure says:
    Mere man me Blog Ke bare me Jo sawal the..un sabhi Ke jawab aapke dawara is Lekh me bahut achhe se samjhaya gaya hai….itne Vistar me jankari dene Ke liye aapka bahut bahut dhanywad…

    Main bhi blog likhana karna chahata hu….

  24. Ranjeetvijay says:
    Most good advise
  25. Ashish says:
    sir display name kis type ka de
    • HindiBlogging says:
      display name eisa rakhe ki jisase
      – aapke visitor ko turant yaad aaye,
      – ye ho sake to chota or easily yaad aa jaye eisa hona chahiye
      – AAP jiske baareme likh rahe ho uske anukul hona chahiye, virodhabhasi nahi
      – ha aap apko uska domain mila huva ho to behetar he,
  26. Dileep says:
    खुद बेवसाइट मे क्या खर्च लगेगा. इसको सीखे कहा से आप जानकारी दे.
  27. HindiBlogging says:
    वेबसाइट के मुख्य दो खर्चे होते हे,
    एक वेबसाइट का डोमेन नाम जैसे की http://www.hindiblogging.com इसका खर्च पहले साल Rs ४०० के आसपास और दूसरे साल से 900 के आसपास होता हे। (क्योंकि ज्यादातर कंपनी पहले साल डोमेन पर प्रमोशन ऑफर देती हे )
    यह पढ़े डोमेन नाम कैसे ख़रीदे?

    दूसरा वेबसाइट की होस्टिंग का जिसका खर्च 500 से 2000 हर साल तक होता हे, आपकी जरुरत जे हिसाब से।

    आप hindiblogging.com से जुड़कर भी सिख सखते हे. अगर आपको कही दिक्कत हो या जानना हो तो आप हमें कॉल भी कर सकते हे।
    वेबसाइट बनाने से पेहले आपको यह बाते पता होनी चाहिए।

  28. Meenakshi says:
    Sir me poem likhti hu to kya me bhi blog bna sakti hu Or haa to kese
    • HindiBlogging says:
      Ji haa, aap blog me poem likh sakhti he.

      kaise?
      ———-
      step 1
      aap apni khudki websiye banake yaa blogspot pe bhi likh satke he
      to uske pehle apni website banane ke liye starting blogspot se bhi kar sakte he(blogspot free he)-
      or
      apni website bhi bana sakate he uske liye apko domain aur hosting kharidana padega jiski fees takariban 600 pehle saal ho sakti he aur baadme 1000 per yer.
      —————
      steps 2:
      agar apne blogsot pe banaya he to website se blog post likh sakte he.
      or
      apni website or hosting purchase karne ke baad aapko workpress install karke post aasanise likh sakate ho.
      aap blogpost me apni poem likh sakte he

  29. Kavita says:
    Kya ek painter ke liye blog useful Hota Hai
    • HindiBlogging says:
      Ji haa,
      EK painter ke liye bhi blog useful hota he.
      aap apni painting ki photo apne blog me daal sakte he,
      uske saath us painting ki detail or story vagera bhu likh sakte he, ye interesting he.
  30. Ashok Kumar says:
    Hello Kya sir blog bnane ke Saath usase related colour drawing add kr sakte hai
  31. Ritik sahu says:
    Sir Maine Aapke sare reply padhe hai or har reply me kuch n kuch jaankaari aapne di hai yah dekh kr hme kaafi accha mehsus ho rha hai kya mai aap se puch sakta hu ki aapki monthly revenue kitni ho jati hai lag-bhag
    • HindiBlogging says:
      Hallo Ritik,
      Thanks for asking me a question i am waiting for.
      abhi Toh meri blogging monthly income bohot jyada nahi he,kyonki study ke kaaran blog ko update nahi kar sakta…. haa lekin jaldi hi padhai(CA) khatam hone ke baad me ispe bohot kuch karna chahata hu.
      mere paas total abhi 3 website running he…

      Hindiblogging.com
      hindiblogging mainly hindi article hone ke kaaran aur jyadatar visiter india se he to monthly 5$ (aprox 300-500) bich pe rehta he. halaki mene jyada article nahi likhe aur ads bhi limited rakhe he.

      Newser.in
      kafi samay se update nahi kiya leken meri iss website pe sabse jyada visitor aate he aur iski revenue 12-15$(aprox 1000-1200) har mahine milte he

      minus70.us
      yah website US(united states) se sabse jyada relatyed hone ke kaaran, even visitor kam he lekin yaha ads se sabse jayada milta he. iski revenue 12 USD milte he.

      in sab se lagbhag 30-35$ per month milte he. haalaki koi fix flow nahi he isme upar niche hota rehta he.
      agar aapko or koi jankari chahiye to aap muje whatsapp bhi kar sakate he (first massage me likhna ki hindiblogging.com se ref. me aapse contact kar raha hu. feel free to contact me.:)

  32. Jay Patel says:
    Mujhe blog ki apni websites banani h
    To ap mujhe bataiye ki kese website banate h
    Mene apna Soch liya h
    Ki mujhe kis ke bare
    Me banana h
    Ap mujhe bta skte h
  33. HindiBlogging says:
    Maine aapko isske baareme mail or whatsapp kiya he
  34. HindiBlogging says:
    Hallo Ashok,
    Haa aap blog banane ke saath usase related colour drawing add kar sakte he,
    ye bohot hi achha rahega kyonki image/drawing se blog aakarshak lagega.
    jyadatar blogger koi na koi image apne article me rakhte he.

    aap bhi rakhiye, issese bohot laabh hoga. thx:)

  35. Sazad says:
    Kya aap muge ek blog bana kar de sakte hai
    Muge hindi me artical likhna hai
  36. Arkanul Haque says:
    How Sweet,
    Nice to hear an unscripted and honest reply,
    Keep maintaining this honest attitude Dear.
    God bless you.

    Thanks
    Arkan.

  37. Sandeep kumar says:
    Sir Maine ek blog banaya hai jo pehla hai isme ek message aaya hai ki european country ke liye cookies share kare.aur domain name ke saath?gl= country name Aisa kuch lagane Ko kaha hai suggest kare.main ne blogspot par pahla blog likhne ki koshish kar Raha hu
    • HindiBlogging says:
      hallo sandeep,
      aap ko massage kuch is prakar hoga “European Union laws require you to give European Union visitors …”
      kynoki european law ki requirement he ki kisi bhi website agar unke user ka koi data ya cookies save karti ho to unse pehle consent le….sayad aapne koi website pe notification dekha hoga jisme cookies ki permission lete he yes or no etc.

      yah massage google har blogger ko rakha he, unka kehna he ki hamne adsense or google ki services ke liye ye consent default rakhi ye (yani ki earoupean countries me ye yes/no vali feature google buy default dega. or apse kaha he ki agar apki website koi aur information (jo ki user ki) collect karta ho to aapbhi uske liye user ki content le.

      to google sirf information ke tor par apko janakari deta he, aur koi problem ki baat nahi he. sab blogger ko ye massage milta he. agar aapka jyadatar trafic European union se nahi ya user ki koi personal detail nahi lete to aap isse ignore kar sakte he(suject to condition).

      koi aur prashna ho to puch sakte ho. thnx

  38. anand pandey says:
    sir..blogger ka jo free domen site hota hai uspe income kr sakta hu ya nhi..ispe kitna hour time dene honge .income kitna post shair krne pe hoga
    • HindiBlogging says:
      Hallo anand:)
      Free domain site 2 prakar ke hote he
      1)subdomain like blogger/blogspot jisme aapko subdomain pe blog banane denge jaise ki http://www.gohilar.blogspot.com isme aapko “gohilar” name blogspot ke baad choose kar sakte he aur website publish kar sakte he.
      2) aur dusra free website jaise ki .tk domain ek saal ke liye free deta for 1st year lekin fir dusre saal se vo charge karte he iske liye aapko hosting kharidana padata he.
      agar free ki website banani he to blogspot he recoommanded he kyonki usme aapko koi charge nahi lagata, jabki .tk me charge(hosting) ka charge lagata he.

      ab income k liye :-
      mera jawab haa(yes) me he, aap blospot (free website) se income kama sakte he. lekin uske liye aapki website bohot acchi aur jyada visitor hone chahiye.isliye blospot se aap jyada paise nahi kama sakate. aur bhi bohot karan he ki blogspot ki vajay apni khud ki website banana. isliye aapko free ki website banana recommand nahi karta.

      “Haa lekin naye blogger ke liye me starting Blogger/Blogspot se sururat kare aisi me salah deta hu”
      isliye aap blogspot se ruruaat kare, isase aapko bohot kuch sikhane ko milenga.
      fir aap apni website banana. haa pehlese income kamane ki aasa mat rakhna, naahi adsense ke liye apply karna.
      jab khud ki website banale aur bohot saar anubha aur experiance mil jaaye tab adsense ke liye apply karna.

      Time dene ke liye:-
      blogging k liye kitna samay dena yah nischit nahi, lekin firbhi me kah sakata hu ki aap apne tarikese time de sakate he jaise ki
      -harroj 1-2 hour (content/article likhne k liye) ya
      – har hapte me 5-7 ya usase jyada
      – ya 15 din me 1 din etc
      aap apni anukulta se time de sakate he. jyada accha he. haa blog/website ko update karte rehna jaruri he

      Income ke liye
      income koi fix nahi hota
      income depend karta he aapki website ke content/ user ka location / click / number of view/
      -jaise ki agar hindi website he to 1000 view per 1 doller aur ismese agar userne ads pe lick ki he to per click 0.15 doller k aaspaas.
      -agar english website he to aur sabhi log jo visit karte he vo india se he to 1000 view par 2-3 doller aur per click 0.30 to 0.50 doller k aaspass.
      – aur agar user USA(united states) se he to 1000 visit per 5 doller bhi mil sakate he aur per ads ki par clik per 1 to 1.5 doller bhi mil sakte he.
      etc. income me bohot jyada difference ho sakata he. koi nischit nahi he.
      (haa apne aap ads pe click nahi karna varna aapka account block ho sakata he)

      I hope…mene aapke sabhi question ka answer diya he.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *